Pages - Menu

Nind nahi aati raat ko

Nind nahi aati raat ko,
Chain nahi aata din ko,
Maine pucha rab se kya yeh pyar hai?
To rab bola..
nahi Beta ‘garmi’ mein sabka yahi haal hai.