Pages - Menu

Ladkiyo ki 5 baatain kabhi samjh nahi aati

Ladkiyo ki 5 baatain kabhi samjh nahi aati
1) Tum na bohat woh ho
(pata nahi woh se kya matlab hai? banda soch main per jaata hai)
2) Mujhe tum se ye umeed nahi thi.
(to phir kya umeed thi)
3) Tum pehle jaise nahi rahe.
(to phir main pehle kesa tha?)
4) Sach batana, main kaisi lag rahi hun.
(sach Bol kar pitna thori hay)
5) Im very selfish na.
(ab haan bol doon to gayi bhens pani mein)