Pages - Menu

Duniya mein 7 kaam assan aur muskil bhi

Duniya mein 7 kaam assan aur muskil bhi:
1. Dosti karna asaan,
Nibhana Muskil.
2. Pyar karna assan,
Pana muskil.
3. Bharosa todna asaan,
Karna muskil.
4.Yaad karna asaan,
Bhulana muskil.
5. Jhut bolna asaan,
Sach bolna muskil.
6. Kisi ko rulana asaan,
Hasaana muskil.
7. Kisi k bagair Marna asan,
Jina muskil.