Pages - Menu

Duao pe hamara aitbar rakhna

Duao pe hamara aitbar rakhna,
Dil me apne na koi sawal rakhna,
Dena chahte ho agar khushiya humain,
To bas aap khush rahna aur apna khayal rakhna.