Pages - Menu

Asafalta ek chunoti hai

Asafalta ek chunoti hai,
ise swikar karo,
kaha kami reh gayi hai,
dekho aur sudhar karo,
jab tak safal na ho,
sukh chain ko tyago..
sangharsh ka ye medan mat chod bhago.